Nazm - Mai Ek Arso Baad Ghar Gaya | Naresh Nandanwar - The NN Life

Latest

An "Artist" And An "Aashiq".

Monday, October 31, 2022

Nazm - Mai Ek Arso Baad Ghar Gaya | Naresh Nandanwar

Nazm - Mai Ek Arso Baad Ghar Gaya | Naresh Nandanwar

#Nazm - Mai Ek Arso Baad Ghar Gaya


(In Voice - https://youtube.com/shorts/T4amrDmaxvY?feature=share)


Mai ek arso baad ghar gaya,

Voh joh mera apna tha,

Dekha toh vaha apni zulfein samete,

Teri yaad abhi bhi mere intezaar me thi,

Mai ghabra sa gaya,

Mujhe kuch samajh naa aaya,

Phir mai tere kareeb aakar teri aankhon me dekh pada,

Dekha toh jaanaa,

Mai toh kab ka mar chukaa hu,

Yeh toh yaadein hai jisme 'tu aur mai' hai,

Varna ab kahaan tum ho, aur kahaan hum hai.


~Naresh Nandanwar

No comments:

Post a Comment